Skip to main content

Mardana kamzori kya hai in urdu

Mardana kamzori se murad, nafs ka dheela hona, sex ka jazba na hona, nafs ka complete intashar na hona ,manni ka patla hona aur apne partner ko satisfy na kar sakna hai iski kuch alamaat hain jo main apko btaon ga jis se ap andaza kar sakain gay k kia ap main mardana kamzori hai ya ap sirf wehm min mabtala hain. acha ek bat yad rakhin mardana kamzori se murad namardi nahin hai, namardi ek alag cheez hai namardi k hawaly se main ek alag article likhon ga.

Mardana Kamzori Ki Alamaat

1- Jaryan
Jaryan mardana kamzori ki jar hai jaryan se murad baghair irady k kharij hone wali manni hai, for example peshaab krty time pehle ya bad main manni k qatray ana sometime time ye qatray qabz ki waja se bhi a jaty hain to ghabrain nahin bas apni qabz ka ilaj karwain. jaryan ki soorat main mard ki body se manni ka akhraaj hota rehta hai or mard kamzor hota chala jata hai, jaryan mard ko andar se khokhla kar daita hai, sex karne ka jazba ahista ahista khatam hota rehta hain , nafs kamzor hona start ho jata hai aur ek waqt ata hai k nafs khara hona chor daita hai ya phr khara hota hai to complete khara nahi hota , dheeela rehta hai jis ki waja se mard complete sex nahin kar pata aur apne partner k satisfy hone se pehle he release ho jata hai.

2- Ehtelam
Ehtelam se murad nind min khuwab ki sorat min koi shakal ban jana or apka khuwab min release ho jana hai. agar ehtelam kasrat se hota rahy to weakness ho jati hai, mard complete sex nahi kar pata aur mardana kamzori lahaq ho jati hai. Month min 3 se 4 bar ehtelam ka ho jana koi bemari nahi hai but agar ehtelam kasrat se ho to is ka ilaj karwain or ehtelam ki sorat main zyada garam chezon se parhaiz karin for example; egg, fish, taiz mirch masala jat etc.

3- Musht Zani
Musht zani se murad mard ka lazzat hasil karne k liae apne hand ko use kar k khud ko release krna hai. Musht zani karne wale mard mardana kamzori ka shikar zaror hotay hain agar zyada musht zani ki jae to nafs main weakness paida ho jati hai aur nafs kham dar mean tairha ho jata hai, mard ki his bhar jati hai or wo apne partner ko satisfy nahi kar pata or girl k release ho ne pehle he release ho jata hai jo k girl kabhi bardasht nahi karti or ek time ata hai k girl baghawat per utar ati hai, preshani se bachne k liae musht zani se parhaiz karin aur pak saaf rahin or namaz parhain is se body aur ruh dono ko sakoon milta hai. 

4- Londay baazi
Londay baazi karna sakht gunah hai aur is se bemariyan bhi lagti hain, pakhana wali jaga sex k liae nahin bnai gai lehaza pakhana wali jaga se sex na karin is se nafs tairha ho jata hai or mard girl se mubashrat k qabil nahi rehta aur phir bad main hakeemon k chakar lagata hai. Londay baazi se bachne k liae time per shadi karin aur bemari se bhi bachain aur gunah se bhi.

5- Kasrat-E-Mubashrat
Kasrat e mubasrat se murad zyada sex karna hai aur zarorat se zyada sex bhi mard ko lay doobta hai or mard waqt se pehle bhorha ho jata hai lehaza apni khoorak achi rakhain aur 2 se 3 din ka gape rakh kar sex karin. Mardana taqat ko barhane wali ghizaon k hawalay se aglay article main baat hogi.

Agar ap mardana kamzori k hawale se koi question pochna chahain to hamain niche comments main apna question likh kar send karin hum zaror apki rehnumai karin gay.


Comments